Description:
Music Label: Desi Melodies
Lyrics:
Mujhe lagta tha nashe mein tujhe bhool jaaunga

Tu aur yaad aayi to laga aisa nahi karte
Tu aur sharab dono ek jaise ho
Dono nasha karte hain wafa nahi karte”
Baharon ki rut hai phir bhi mere
Baharon ki rut hai phir bhi mere
Baagh ka phool murjhaya hua hai
Sharab peete peete jiske hath kaanpte hon
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Hum peete nahi hain pilayi gayi
Ab tak na woh bhulayi gayi
Jo kabron pe baith ke shayari karein
Woh zakhmon ne shayar banaya hua hai
Sharab peete peete jiske hath kaanpte hon
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Mere yaar peete peete jiske haath kanpte ho

Maine bhijwayi use jhoothi khabar
Ke duniya se door main pakka hua
Maine bhijwayi use jhoothi khabar
Ke duniya se door main pakka hua
Ho tujhpe jo marta tha mar gaya Jaani
Tumne kaha chalo achcha hua!
Ho logon ko dekha dafnate hain log
Ho maine mujhe dafnaya hua hai
Sharab peete peete jiske hath kaanpte hon
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Mere yaar peete peete jiske haath kanpte ho
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Hai rabb yahan to baat kare
Ho mujhse kabhi mulakaat kare
Hai rabb yahan to baat kare
Ho mujhse kabhi mulakaat kare
Toote dilon ko jode nahi
Kaise woh din ko raat kare
Main sach bolun rabb yahan hai hi nahi
Bas logon ne pagal banaya hua hai
Sharab peete peete jiske hath kaanpte hon
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Mere yaar peete peete jiske haath kanpte ho
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
“Main pagal hoon aur bohot pagal hoon
Main pagal hoon aur bohot pagal
Par yeh bhi baat hai ke dil sachcha hai
Chheen to leta tujhko sareaam main
Par masla yeh ke shauhar tera aadmi achcha hai
0 Comments