Description:
Singer: Abhinav Shekhar
Lyrics: Abhinav Shekhar
Music: Vikram MontroseMusic Label: Blive Music
Lyrics:
Kasam se cute hai tu
Ismein kya kusoor mera
Zuban mute tab se dil majboor mera
Man to hai lafanga
Udta ishq ka patanga
Tha bhatak raha yeh kab se
Atka tere pe yeh panga
Panga panga aaye haaye haaye haaye
Panga panga aaye haaye haaye haaye
Panga panga aaye haaye haaye haaye
Baby tera nasha yoon sar pe chadhe
And I know tere charche bade
Japun tera naam main sham savere
Le loon tere sang main saat phere
Baby tera nasha yoon sar pe chadhe
And I know tere charche bade
Japun tera naam main sham savere
Le loon tere sang main saat phere
Main chahun hothon pe tere prem ki laali lage
Kabhi masoom to kabhi tu nakhre wali lage
ATM se nikle note tujhko jaali lagein
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Tujhe seedha sadha chhora kyun mawali lage
Meri meethi baatein bhi tujhko gaali lagein
Sab bhara bhara phir bhi kuchh khali lage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Teri teekhi aankein mujhko dunali lage
Tera gusse mein chillana bhi qawwali lage
Kabhi kaanton bhare phool ki tu daali lage
Par phir bhi teri behan mujhko saali lage
Tu woh chaand hai jo har roz dikhta nahi
Jo dikhta hai woh bikta par tikta nahi
Tu dikh gaya to likh gaya kahani apne pyar ki
Main jo sunane aaya apne car mein
Par mere car se to mehangi teri baali lage
Tu din mein Eid aur raat me Diwali lage
Harqaton se manchali si gharwali lage

0 Comments