Ek Tarfa Lyrics - Dhvani Bhanushali (2022)


 

Description:


Song: Ek Tarfa
Singer: Dhvani Bhanushali
Lyrics: Sandeep Gaur
Music: Gaurav Chatterji, Aditya Dev
Music Label: Hitz Music

Lyrics:


Ishq hai tujhse hi

Pehla hi aakhri

Tu yeh na samjha


Ek tarfa hai mera pyar

Ek tarfa re

Ek tarfa hai mera pyar

Ek tarfa re


Tutke chaha maine tujhko

Toda tune vaada

Tu kya jaane pyar kiya

Tujhko khud se zyada


Kiya ikraar maine jab bhi

Kiya ikraar maine jab bhi

Tune kiya inkaar


Ek tarfa hai mera pyar

Ek tarfa re

Ek tarfa hai mera pyar

Ek tarfa re


Sapna dekha jab bhi maine

Har sapne mein tu tha

Aankh mein meri aksh tha tera

Tune na pehchana


Badle mein tune diya

Badle mein tune diya

Inn aankhon ko intezaar


Ek tarfa hai mera pyar

Ek tarfa re

Ek tarfa hai mera pyar

Ek tarfa re



Ek tarfa hai mera pyar

Ek tarfa re

Ek tarfa hai mera pyar

Ek tarfa re


Post a Comment

0 Comments