Sorry Sorry Lyrics - Ramji Gulati (2022)



Description:


Song: Sorry Sorry
Singer: Ramji Gulati
Lyrics: Ramji Gulati
Music: Moody Akkhar
Music Label: United White Flag

Lyrics:


Main promise karta hoon

Tujhe kabhi wait na karaunga

Teri inn aankhon mein

Kabhi aansu na main launga


Main promise karta hoon

Tujhe kabhi wait na karaunga

Teri inn aankhon mein

Kabhi aansu na main launga

 

Yeh baat pakki hai

Tera kabhi sath na main chhodunga


Main sorry sorry sorry sorry

Kab tak bolunga

Galti huyi mujhse

Ab to maaf kardo ji


Main sorry sorry sorry sorry

Kab tak bolunga

Galti huyi mujhse

Ab to maaf kar do ji

 

Tu jo bhi bolegi

Teri har baat main maanunga

Teri farmayish ki

Tujhe har cheez main la dunga


Tu jo bhi bolegi

Teri har baat main maanunga

Teri farmayish ki

Tujhe har cheez main la dunga


Tu dil mein rehti hai

Tera kabhi dil na main todunga


Main sorry sorry sorry sorry

Kab tak bolunga

Galti huyi mujhse

Ab to maaf kardo ji


Main sorry sorry sorry sorry

Kab tak bolunga

Galti huyi mujhse

Ab to maaf kardo ji


Maine baby baat kar li hai

Ghar pe tere baare

Haan tu kahe to mom dad ko

Ghar le aaun tumhare


Maine baby baat kar li hai

Ghar pe tere baare

Tu haan kahe to mom dad ko

Ghar le aaun tumhare


Ab maan bhi jao baat meri

Nahi to main ro dunga


Main sorry sorry sorry sorry

Kab tak bolunga

Galti huyi mujhse

Ab to maaf kardo ji


Main sorry sorry sorry sorry

Kab tak bolunga

Galti huyi mujhse

Ab to maaf kardo ji

Post a Comment

0 Comments