Chaha Hai Tujhko Lyrics - Sanjeev Rathod (2022)


 

Description:


Song: Chaha Hai Tujhko
Singer: Sanjeev Rathod
Lyrics: Sameer Anjaan
Music: Sanjeev-Darshan
Music Label: Tips Official

Lyrics:


Ishq yeh tera sab kuch hai mera

Teri judai sehna paunga

Chhod ke mujhko tu jo gayi to

Jeena paunga mar hi jaunga


Chaha hai tujhko

Chahunga har dum

Marke bhi dil se

Yeh pyar na hoga kam


Chaha hai tujhko

Chahunga har dum

Marke bhi dil se

Yeh pyar na hoga kam


Tu mere khayalon pe

Iss tarah se chhayi hai

Jab bhi koi aahat ho

Lagta hai tu aayi hai

Lagta hai tu aayi hai


Aati jaati saanson ko

Intezar tera hai

Mujhko mujhse bhi zyada

Aitbaar tera hai

Aitbaar tera hai


Dil to mera hai

Par teri hai dhadkan

Marke bhi dil se

Yeh pyar na hoga kam


Chaha hai tujhko

Chahunga har dum

Marke bhi dil se

Yeh pyar na hoga kam


Khwabon ke darichon mein

Tera aana jaana hai

Meri chahatein hain kya

Bas tera fasana hai

Bas tera fasana hai


Khushgawar lamhon ko

Beqarar raaton ko

Kaise bhool jaaun main

Ishq wali baaton ko

Ishq wali baaton ko


Tera hoon tera

Khaata hoon yeh kasam

Marke bhi dil se

Yeh pyar na hoga kam


Teri yaad jo aati hai

Mere aansu behte hain

Apna to milan hoga

Pal pal yeh kehte hain


Kya yeh zindgani hai

Bas teri kahani hai

Bas teri kahani hai

Yeh jo zindagani hai


Chaha hai tujhko

Chahunga har dum

Marke bhi dil se

Yeh pyar na hoga kam

Post a Comment

0 Comments