Vaasta Lyrics - Samyak Prasana, Sireesha Bhagavatula - Himesh Ke Dil Se Vol 1 (2022)



Description:


Song: Vaasta
Album: Himesh Ke Dil Se Vol 1
Singer: Samyak Prasana, Sireesha Bhagavatula
Lyrics: Himesh Reshammiya
Music: Himesh Reshammiya
Music Label: Himesh Reshammiya Melodies

Lyrics:


Lo keh diya humne awaam se

Tumpe dil aa hi gaya hai

To darna kya anzaam se


Tere liye chhoda

Yeh zamaana saara


Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera

Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera


Tere naam se hi main

Har jagah hua badnaam

Le raha hoon raat aur din

Main to bas tera hi naam


Tere liye chhoda

Yeh zamaana saara


Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera

Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera


Tu sukoon hai mera

Tu hi hai yaara

Aashiqui bandagi

Ishq ko salaam


Tere liye chhoda

Zamaana yeh saara


Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera

Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera


Sarfiri tu bhi hai

Sarfira main bhi hoon

Ho raha hai yeh kya

Jaan-e-jaan jaane kyun

 

Tere bin dillagi

Tere bin aashiqui

Tere bin zindagi hai kya


Tu jo saath hai mere

Phir kya fikar mujhe

Tere bin jeena bewajah


Tere liye chhoda

Yeh zamaana saara


Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera

Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera


Besabar ho raha hai

Yeh dil meri jaan

Dil ki deewaron pe

Bas tere hai nishaan


Mere dil ki chandni

Keh rahi hai bas yahi

Tu hai mera aashmaan sunhera


Taaron ke sheher mein hum

Baant lenge saare gham

Ishq apna bada hi gehra


Tere liye chhoda

Yeh zamaana saara


Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera

Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera


Vaasta hai tujhse hi mera, oh yaara

Vaasta hai tujhse hi mera


Post a Comment

0 Comments