Shola Tha Jal Bujha Hoon Lyrics - Muhammad Ali - Khiraj – A Tribute (2022)



Description:


Song: Shola Tha Jal Bujha Hoon
Album: Khiraj – A Tribute
Singer: Muhammad Ali
Lyrics: Mir Taqui Mir
Music: Ahmed Faraz
Music Label: Sufiscore

Lyrics:



Shola tha jal bujha hoon
Hawayen mujhe na do
Shola tha jal bujha hoon
Hawayen mujhe na do

Main kab ka ja chuka hoon
Main kab ka ja chuka hoon
Sadaayen mujhe na do

Shola tha jal bujha hoon

Jo zehar pee chuka hoon
Tumhi ne mujhe diya

Jo zehar pee chuka hoon
Jo zehar pee chuka hoon

Jo zehar pee chuka hoon
Tumhi ne mujhe diya

Ab tum to zindagi ki
Duayen mujhe na do
Main kab ka ja chuka hoon
Sadaayen mujhe na do

Shola tha jal bujha hoon

Aisa kabhi na ho ke
Palat kar na aa sakun

Aisa kabhi na ho
Aisa kabhi na ho
Aisa kabhi na ho

Aisa kabhi na ho ke
Palat kar na aa sakun

Har baar door jaake
Sadaayen mujhe na do
Main kab ka ja chuka hoon
Sadaayen mujhe na do

Shola tha jal bujha hoon

Kab mujhko etiraaf-e-mohabat
Na tha faraz
Kab mujhko etiraaf-e-mohabat
Na tha faraz

Kab maine yeh kaha tha
Sazayen mujhe na do

Main kab ka ja chuka hoon
Main kab ka ja chuka hoon
Sadaayen mujhe na do

Shola tha jal bujha hoon

Post a Comment

0 Comments