Patta Patta Boota Boota Lyrics - Muhammad Ali - Khiraj – A Tribute (2022)


 

Description:


Song: Patta Patta Boota Boota
Album: Khiraj – A Tribute
Singer: Muhammad Ali
Lyrics: Mir Taqui Mir
Music: Kamran Ali Akhtar
Music Label: Sufiscore

Lyrics:


Patta patta boota boota

Patta patta boota boota

Haal hamara jaane hai

Haal hamara jaane hai


Jaane na jaane gul hi na jaane

Jaane na jaane gul hi na jaane

Baag to sara jaane hai

Haal hamara jaane hai


Patta patta boota boota

Haal hamara jaane hai


Patta patta

Koi kisi ko chaahe

To kyun gunaah samajhte hain log

Koi kisi ki khaatir

Tadpe agar to hasste hain log

Begana alam hai saara

Yahan to koi hamara


Dard nahi pehchaane hai

Patta patta boota boota

Haal hamara jaane hai

Patta patta

 

Charagari bimari-e-dil ki

Rasm-e-shehar-e-husn nahi

Rasm-e-shehar-e-husn nahi

Warna dilbar naadaan bhi iss

Warna dilbar naadaan bhi iss


Dard ka chaara jaane hai

Dard ka chaara jaane hai

Jaane na jaane gul hi na jaane


Baag to sara jaane hai

Haal hamara jaane hai

 

Gul hi na jaane…


Mehar-o-wafa-o-lutf-o-inaayat

Ek se waqif inme nahi

Ek se waqif inme nahi


Aur to sab kuch tanz-o-kinaya

Aur to sab kuch tanz-o-kinaya

Ramz-o-ishara jaane hai

Haal hamaara jaane hai


Jaane na jaane gul hi na jaane

Jaane na jaane gul hi na jaane

Baag to sara jaane hai

Haal hamara jaane hai


Patta patta boota boota

Haal hamara jaane hai

Post a Comment

0 Comments