Ho Gaya Hai Pyaar Lyrics - Yasser Desai (2022)



Description:


Song: Ho Gaya Hai Pyaar
Singer: Yasser Desai
Lyrics: Kunaal Vermaa
Music: Jeet Gannguli
Music Label: DRJ Records

Lyrics:


Sara din tere hi kisse

Dil sunaye yaar

Pyaar se bhi zyada tumse

Ho gaya hai pyaar


Zindagi se kya main chahun

Tu hai mere paas

Saath tere dhoop bhi yeh

Jaise hai barsaat

 

Khwab dekha hai aankhon ne

Aaj pehli baar

Pyaar se bhi zyada tumse

Ho gaya hai pyaar


Maine likh di dhadkano pe

Dastaan apni

Ab se mera jeena marna

Hai tumhi se hi

 

Yeh nahin hum jaante hain

Zindagi kitni

Jo bhi hai humko woh tere

Sath hai likhni


Sirf tujhpe main hoon kurban

Ab hazaron baar

Pyaar se bhi zyada tumse

Ho gaya hai pyaar


Khwab dekha hai aankhon ne

Aaj pehli baar

Pyaar se bhi jyada tumse

Ho gaya hai pyaar


Kya bharosa zindagi ka

Kab chali jaye

Kab safar mein chalte chalte

Shaam aa jaye


Ik janam kya sau janam bhi

Saath ho apna

Paas mere rehna bas tum

Hum jahan jayein


Do kadam ya phir chale hum

Chand ke uss par


Pyaar se bhi zyada tumse

Ho gaya hai pyaar

Khwab dekha hai aankhon ne

Aaj pehli baar


Pyaar se bhi zyada tumse

Ho gaya hai pyaar

Pyaar se bhi zyada tumse

Ho gaya hai pyaar

Post a Comment

0 Comments