Barsaat Ka Mausam Lyrics - Saaj Bhatt (2022)



Description:


Song: Barsaat Ka Mausam
Singer: Saaj Bhatt
Lyrics: Sanjeev Chaturvedi
Music: Sanjeev-Ajay
Music Label: Voila! Digi


Lyrics:


Banjar sa mera dil hai
Ik boond to barsaao
Karke bahana tum
Chale aao chale aao

Mulakat ka mausam aaya hai

Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai

Padhle tu meri ankhein
Mere khwab bulate hain
Lekar ke naam tera
Tujhe aawaz lagate hain
 
Padhle tu meri ankhein
Mere khwab bulate hain
Lekar ke naam tera
Tujhe aawaz lagate hain

Jazbaat ka mausam aaya hai

Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai

Bheegun main tere sang aaj
Mere dil ki khwahish hai
Tere mere pyar ki yeh
Haan pehli baarish hai

Bheegun main tere sang aaj
Mere dil ki khwahish hai
Tere mere pyar ki yeh
Haan pehli baarish hai

Seene se laga lo aakar ke

Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai
Barsaat ka mausam aaya hai

Post a Comment

0 Comments