- Kabhi us jagah mat jaana jahan tumhari soch tumse pehle pahunch jaye
- Galati karne ke baad aap sirf teen cheezein kar sakte hai ... galati ko maanna, galati se seekhna, aur doobara us galati ko na karna
- Main cheezein kabhi bhoolta nahi ... I have a photographic memory
- Galatiyan sabse hoti hai, mujhse bhi hoti hai ... lekin galatiyon ko na maanna aapka character darshata hai
- Har hadse ke do pehlu hote hai ... kya hua aur kaise hua ... is kya aur kaise ke beech mein joh daira hai ... sach wahin chupa hota hai
- Apne shabd aur samay ko bahut hi soch samajhkar karchiyega ... yeh dobara lautkar nahi aate
- Tum khud par yakeen nahi karoge na ... toh duniya mein koi bhi tum par yakeen nahi karega
- Mausam aur insaan jab milkar galati karte hai na ... toh it's a sure shot recipe for disaster
- Aapke shabd aapke actions se mel nahi kha rahe hai ... aur aapke actions aapke shabdon ke saath mel nahi kha rahe hai
0 Comments