Description:
Music Label: Sony Music India
Lyrics:
Badle Badle
Sura badle
Sundri badle
Sur kahan badle
Sur taal na badle
Laga
Arre bol raha hoon na
Hey prabhu
Zara zoor se gaaiye
Abhi dekh
Padega thappad
Jo tere muh par
Banke kabutar
Ho jayega furr
Ab jyada tu na udd
Phodun kya
Ki woh hai nithalla ramu
Pocket maar damu
Aur yeh number one hai chor
Blade maar mamu
Dekho bewda woh somu
Yeh desi yeh hai seenu
Gaanja charas aur afeen
Wali yeh hai team
Ae, kisi giri huyi ladki
Se ulajh na jaana
Hai yeh dhurt thag sabhi
Na murakh ban jaana
Chak ke tu yeh peena
Gar hai tujhe jeena
Chahe kitna bhi pee le
Na ban’na kameena
Arre khade khade
Muh kya dekh raha hai
Arre naach
Kameena kameena kameena
Chauda seena
Na kabhi dil hai diya
Na kabhi dil ko cheena
Udda kabhi na
Neeche zamee na
Jiya sahi na to
Hara pudina
Honthon se lagi jo
Kabhi bujhi na
Khane ki peene ki
Koi kami na
Life is like movie
Aur music usme groovy
Tu bheed mein se
Dekh mujhe pyega
Na chhu bhi
Mujhe na sikha
Mujhe na dikha
Na na mujhe na sikha
Turn it up up
Yeh hai mera tareeka
Nasha nasha meri
Naso waso mein
Joke maara maine
Hasso wasso bey
Ladki ka chakkar na
Faso waso bey
Bottal hai baaki na
Thaso waso bey
Chhote se gaon mein
Jaake baso bey
Manjan se daanton ko
Ghaso waso bey
Woh bole aisa na tolo
Raaz humare na kholo
Maine kahan baaju to holo
Bade badhiya aap bhi bolo
Khazana bhi khali hai
Bank bhi sawali hai
Har taraf yeh phail rahi
Kausi yeh bimari hai
Power mein jo aa jaye
Niti ghalat banaye
Chor ke hathon mein chabhi
Tijori ki thamaye
Nadi taal jeel jo yeh
Plot jaisa bikega
Thodi barish hogi sara
Shehar usme doobega
Socho to sabka
Janta zimmedar hai
Aao mil ke kaam karein
Baithna bekaar hai
Dedh sana mama
Hai deewana mama
Joothi kabar faile yahan
Iska karnama, thu
Patar patar bole
Yeh phata paijama
Bale bale bale
Bale bale bale mama
Ae, iss baat pe kyun atke
Tu kamar se de jhatke
Jo bhi roke tujhe usko
Bata tu haan sab se hatke
Chakh ke tu ye peena
Gar hai tujhe jeena
Chahe kitna bhi pee le
Na ban’na kameena
Badle Badle
Sura badle
Sur na badle
Padega thappar
Jo tere muh par
Banke kabutar
Ho gayega furr
Ab jyada tuna udd
Kaisi rahi
0 Comments