Naina Naina Lyrics - Nakul Chhawchharia - Mushkil (2022)



Description:


Song: Naina Naina
Movie: Mushkil
Singer: Nakul Chhawchharia
Lyrics: Ravi Chopra
Music: Ravi Chopra
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Naina naina tere

Naina naina tere

Naina kamaal karte hain


Naina naina tere

Naina naina tere

Naina kamaal karte hain

 

Chaina chaina

Liye jaye chaina

Bura dil ka haal karte hain


Khud jawab dete hain

Khud sawal karte hain


Naina naina tere

Naina naina tere

Naina kamaal karte hain


Chaina chaina

Liye jaye chaina

Bura dil ka haal karte hain


Khud jawab dete hain

Khud sawal karte hain


Naina naina tere

Naina naina tere

Naina kamaal karte hain


Aisa samndar naino mein tere

Doobe hain inme sau khwab mere


Naina naina tere….


Aisa samndar naino mein tere

Doobe hain inme sau khwab mere

Palko pe teri meri neend soye

Tere sang jaage mere sawere


Kabhi hauslo ko hawa de

Kabhi faaslo ko badha de

Kabhi hauslo ko hawa de

Kabhi faaslo ko badha de


Dil sambhal nahi pata

Aisi chaal chalte hain


Naina naina tere

Naina naina tere

Naina kamaal karte hain


Kaise main samjhun naino ki bhasa

Kabhi dard bakse kabhi de dilasa

 

Kaise main samjhun naino ki basha

Kabhi dard bakse kabhi de dilasa

Sharm-o-haya ki hade tode jaaye

Mere dil pe apne nishaan chhod jaaye


Mehfil mein karke gustakhi

Tanhai mein maange maafi

Mehfil mein karke gustakhi

Tanhai mein maange maafi yeh


Yeh jahan ki rasmo ka

Kab khyal karte hain


Naina naina tere

Naina naina tere

Naina kamaal karte hain


Chaina chaina

Liye jaye chaina

Bura dil ka haal karte hain


Khud jawab dete hai

Khud sawal karte hai


Naina naina tere

Naina naina tere

Naina kamaal karte hain

Post a Comment

0 Comments