Description:
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
Aaj bahut roya ke aaram aaya
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
Lakh chhupaya iss zamaane se
Lakh chhupaya iss zamaane se
Meri ghazal mein aakhir tera naam aaya
Aaj bahut roya ke aaram aaya
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
Chhod di kab ki zindagi humne
Chhod di kab ki zindagi humne
Chhod ke jabse shehar tera apne gaon aaya
Aaj bahut roya ke aaram aaya
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
So rahe the chain se kabar mein
So rahe the chain se kabar mein
Uth gaye sir pe achanak jo tera paanv aaya
Aaj bahut roya ke aaram aaya
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
Hashr ka din hai aaj jashan mana
Hashr ka din hai aaj jashan mana
Baandh ke sir pe kafan dekho aaj Maan aaya
Aaj bahut roya ke aaram aaya
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
Mera gham hi aakhir mere kaam aaya
0 Comments