Mausam Hai Pyaar Lyrics - Nikhil D’Souza - Modern Love: Mumbai (2022)


 

Description:


Song: Mausam Hai Pyaar
Web Series: Modern Love: Mumbai
Singer: Nikhil D’Souza
Lyrics: Pinky Poonawala
Music: Nikhil D’Souza
Music Label: Sony Music India

Lyrics:


Socha na tha woh jo hua hai

Yun achanak abhi

Mere saaye sa jo chala hai

Woh hai apna koi


Kya kyun hua jaanu main na

Pal mein woh bana yaar mera

 

Mausam hai pyaar barse do pal

Ya hai woh ghar aaj aur kal

Jaane safar kehta hai kya

Aaine se kyun main mil raha

Main mil raha


De raha hai jaane kyun dastak

Mere dil pe koi

Dhadkanon ki suni to jaana

Mera humdum tu hi


Kya kyun hua jaanu main na

Pal mein woh bana yaar mera


Mausam hai pyaar barse do pal

Ya hai woh ghar aaj aur kal

Jaane safar kehta hai kya

Aaine se kyun main mil raha

Main mil raha


Mausam hai pyaar barse do pal

Ya hai woh ghar aaj aur kal

Jaane safar kehta hai kya

Aaine se kyun main mil raha

Post a Comment

0 Comments