Ghar Ke Hai Na Ghat Ke Lyrics - Bappi Lahiri, Akshay Verma, Abhishek Nailwal - Mitron (2018)



Description:


Song: Ghar Ke Hai Na Ghat Ke
Movie: Mitron
Singer: Bappi Lahiri, Akshay Verma, Abhishek Nailwal
Lyrics: Sameer Uddin, Akshay Verma, Abhishek Nailwal
Music: Sameer Uddin, Abhishek Nailwal
Music Label: Sony Music India

Lyrics:


Yaar mile hain aaj

Mere aur samaa

Rangeen duniya ka

Hai lagta kaarwan


Yeh mauj ki saam

Yeh meethe jaam


Yeh mauj ki saam

Dhal na jaaye

Yeh mithe jaam

Ruk na jaaye


Arre duniya ko chodenge

Taare hum todenge aaj


Ghar ke hai na ghat ke

Dushman hum anaaj ke

Dil ke hain hum sachhe

Yeh baat samajh lo tum


Mere ghat ka paani aaja tujhe pila doon

Swad main swag ka tujhe chakha doon

Baith meri gaadi mein thoda chipak ke

Bass se dhadkan teri badha doon

 

Arre kahan chali zara

Ruko ruko

Mere dil ki train kare

Chuku chuku

Kaali kaali meri aankhe bole

Tuku tuku


Daddy ki nazron mein hum

Sabse badi bhool hain

Jawani ki izzat nahi

Phir bhi bade cool hain


Phir bhi bade cool hain


Daddy ki nazron mein hum

Sabse badi bhool hai

Kisko hai karna kya proof

Yeh sab to fizool hai


Yeh mauj ki shaam

Yeh meethe jaam

Arre duniya ko chodenge

Taare hum todenge aaj

 

Ghar ke hai na ghat ke

Dushman hum anaaj ke

Dil ke hain hum sachhe

Yeh baat samajh lo tum


Ghar ke hai na ghat ke

Dushman hum anaaj ke

Dil ke hain hum sachhe

Yeh baat samajh lo tum


Mere ghat ka paani aaja

Tujhe pila doon piyega tu

Ayaasi ka swad chakha doon

Tabhi to zindagi jiyega tu


Ghat ka paani aaja

Tujhe pila doon piyega tu

Ayaasi ka swad chakha doon


Thoda khayega

Mein jaan jayega

Samose aur chutney ka bhi

Maza tujhe aayega


Hum hain mauj ke fariste

Jisko log hain taraste

Babu bahut saara chee ne

Babu bahut saara chee ne


Aapni hi duniya mein hum

Khoye khoye se rahein

Khuli aankhon ke sapno mein bhi

Soye soye se rahein


Aapni hi duniya mein hum

Khoye khoye se rahein

Jaga do hamein karlo jitne jatan

Apna to funda hai ek my friend

 

Mauj ki saam

Meethe jaam

Arre duniya ko chodenge

Taare hum todenge aaj


Ghar ke hai na ghat ke

Dushman hum anaaj ke

Dil ke hain hum sachhe

Yeh baat samajh lo tum


Ghar ke hai na ghat ke

Dushman hum anaaj ke

Dil ke hain hum sachhe

Yeh baat samajh lo tum


Mere ghat ka paani aaja

Tujhe pila doon piyega tu

Dushman hum anaaj ke


Mere ghat ka paani aaja

Tujhe pila doon piyega tu

Yeh baat samajh lo tum


Ghar ke hai na ghat ke

Dushman hum anaaj ke

Dil ke hain hum sachhe

Yeh baat samajh lo tum

Post a Comment

0 Comments