Nazar E Karam Lyrics - Salim Merchant, Raj Pandit, Salman Ali, Vipul Mehta (2022)


 

Description:


Song: Nazar E Karam
Singer: Salim Merchant, Raj Pandit, Salman Ali, Vipul Mehta
Lyrics: Kamal Haji
Music: Salim-Sulaiman
Music Label: Salim Sulaiman

Lyrics: 


Alhamdulillahi rabbil aalameen

Ar rahmanir rahim


Saari raat main karta raha

Teri ibaadatein

Mehfooz hoon teri raah mein

Karna hifazatein


Main mureed hoon

Khadim tera


Maine ki hai khata

To ho na khafa

Ab de de shifa


Maalik mere

Maalik mere

Tere bande hain hum

Kar nazar e karam


Maalik mere

Maalik mere

Tere bande hain hum

Kar nazr e karam

 

Allahumma salli ala muhammadin

Wa ali muhammed

Allahumma salli ala muhammadin

Wa ali muhammed


Ab sikha de mujhe

Bandagi ka qarina

Dikha de mujhe

Kaaba aur madina


Maine ki hai khata

To ho na khafa

Ab de de shifa


Allahumma salli ala muhammadin

Wa ali muhammed

Allahumma salli ala muhammadin

Wa ali muhammed


Bhatka hua banda tera

Kitne kiye hai gunaah

Ab laut ke aaya hai woh

Phir se tu apna bana


Dikhla de tu siratal mustaquim

De de hume panaah


Saari raat main ginta raha

Teri hi ne’matain


Main mureed hoon

Khadim tera


Maine ki hai khata

To ho na khafa

Ab de de shifa


Maalik mere

Maalik mere

Tere bande hain hum

Kar nazar e karam


Allahumma salli ala muhammadin

Wa ali muhammed

Allahumma salli ala muhammadin

Wa ali muhammed


Ab sikha de mujhe

Bandagi ka qarina

Dikha de mujhe

Kaaba aur madina


Maine ki hai khata

To ho na khafa

Ab de de shifa


Allahumma salli ala muhammadin

Wa ali muhammed

Allahumma salli ala muhammadin

Wa ali muhammed


Alhamdulillahi rabbil aalameen

Ar rahmanir rahim

Post a Comment

0 Comments