Maine Royaan Lyrics - Tanveer Evan (2022)

 Description:


Song: Maine Royaan
Singer: Tanveer Evan
Lyrics: Tanveer Evan
Music: Piran Khan
Music Label: Tanveer Evan

Lyrics: 


Maine royaan tujhe dhund dhunde

Roya tha main tu na mila


Gehri si inn raaton mein

Soya na tha main

Rota tha tere yaad mein

Woh hi raat

 

Maine kabhi na socha tujhe

Bas roya yun hi khud se

Yun dil ko

Yun dil ko sambhalta raha


Maine royaan tujhe dhund dhunde

Roya tha main tu na mila


Raat ki gehri neendon mein

Main so na payi

Dard mein yun khudko hi

Kyun tadpa yun tadpayi


Raat ki gehri neendon mein

Main so na payi

Dard mein yun khudko hi

Kyun tadpa yun tadpayi


Maine kabhi na socha tujhe

Bus roya yun hi khudse

Yun dil ko

Yun dil ko sambhalta raha


Maine royaan tujhe dhund dhunde

Roya tha main tu na mila


Khwaishein jo thi meri

Bas tujko paane ki

Khawaishein woh hi meri

Bas khawaish hi reh gayi


Khwaishein jo thi meri

Bas tujko paane ki

Khawaishein woh hi meri

Bas khawaish hi reh gayi


Maine kabhi na choda tuhje

Bus roya yun hi khudse

Yun dil ko

Yun dil ko sambhalta raha


Maine royaan tujhe dhund dhunde

Roya tha main tu na mila


Gehri si inn raaton mein

Soya na tha main

Rota tha tere yaad mein

Woh hi raat


Maine kabhi na socha tujhe

Bas roya yun hi khudse

Yun dil ko

Yun dil ko sambhalta raha


Maine royaan tujhe dhund dhunde

Roya tha main tu na mila

Post a Comment

0 Comments