Intezaar Lyrics - Lucky Ali (2022)

 Description:


Song: Intezaar
Singer: Lucky Ali
Lyrics: IP Singh, Lucky Ali
Music: Mikey McCleary
Music Label: Lucky Ali


Lyrics: 


Kaale ghanere andhere jo hain

Rasta jo dete savere ko hain

Zara sa aur karna sabar

Aane jo wali saher


Sapne yeh tere ya mere jo hain

Palkon pe daale yeh derein jo hain

Lori suna dete khabar

Aane wali saher


Intezaar aur tamanna

Har kadam woh saath chale

Sanjh se ubharti subah

Mein jaake woh ghul mil gaye


Intezaar tu mera karna


Itne dino se kahani jo hai

Hothon pe baithi sunani jo hai

Hai yeh badi hi besabar

Mehfil jo aayi nazar


Intezaar aur tamanna

Har kadam woh saath chale

Sanjh se ubharti subah

Mein jaake woh ghul mil gaye

 

Pedon pe taange yeh joole jo hain

Ab na samate yeh bhoole jo hain

Mausam ka hain hi yeh asar

Lauta koyi jo hai ghar


Intezaar aur tamanna

Har kadam woh saath chale

Sanjh se ubharti subah

Mein jaake woh ghul mil gaye


Samandar ko kya batana

Gehra kitna jana

Mohabbat ka yeh tarana

Samjha bus anjana

Post a Comment

0 Comments