Saathi Haath Badhana Lyrics - Mohammed Rafi, Asha Bhosle - Naya Daur (1957)

 Description:


Song: Saathi Haath Badhana
Movie: Naya Daur
Singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Music: O.P. Nayyar
Music Label: Saregama

Lyrics:


Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re


Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re

 

Saathi haath badhana

Saathi haath badhana

Ek akela thak jayega

Milkar bojh uthana


Saathi haath badhana

Saathi haath badhana

Ek akela thak jayega

Milkar bojh uthana

Saathi haath badhana

 

Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re


Hum mehnat walon ne jab bhi

Milkar kadam badhaya

Sagar ne rasta chhoda

Parbat ne shish jhukaya


Fauladi hain seene apne

Fauladi hain bahein

Fauladi hain seene apne

Fauladi hain bahein


Hum chahein to paida kar den

Chattanon mein raahein

Hum chahein to paida kar den

Chattanon mein raahein


Saathi haath badhana

Saathi haath badhana

Ek akela thak jayega

Milkar bojh uthana

Saathi haath badhana


Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re


Mehanat apne lekh ki rekha

Mehnat se kya darna

Kal gairon ki khaatir ki

Aaj apni khaatir karna


Apna sukh bhi ek hai saathi

Apna dukh bhi ek

Apna sukh bhi ek hai saathi

Apna dukh bhi ek

  

Apni manjil sach ki manjil

Apna rasta nek

Apni manjil sach ki manjil

Apna rasta nek


Saathi haath badhana

Saathi haath badhana

Ek akela thak jayega

Milkar bojh uthana

Saathi haath badhana


Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re


Ek se ek mile to katra

Ban jata hai dariya

Ek se ek mile to zarra

Ban jata hai sehra


Ek se ek mile to raai

Ban sakti hai parbat

Ek se ek mile to raai

Ban sakti hai parbat


Ek se ek mile to insaan

Bas mein kar le kismat

Ek se ek mile to insaan

Bas mein kar le kismat


Saathi haath badhana

Saathi haath badhana

Ek akela thak jayega

Milkar bojh uthana

Saathi haath badhana


Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re


Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re


Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re


Saathi haath badhana

Saathi re

Saathi haath badhana

Saathi re

Post a Comment

0 Comments