Description:
Music Label: Asim Riaz
Lyrics:
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar
Duhayi de duhayi le
Haan dil se lad
Jo bhi hai tera hai
Mehnat kar
Jo bhi hai ya
Uski rehmat ka asar
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar dar
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar dar
Khuda se, khuda se, khuda se
Aa, khuda se, khuda se, khuda se
Khuda se dar
Apna sar utha ke chal
Kyunki dabane walon ki hai
Tuhjpe nazar
Jalane aare tera ghar
Jalane aare tere par
Zamane se na kar umeed
Zamane ko nahi qadar
Kama ke apni jebein bhar
Hassa ke nazron mein tu chad
Maa aur baap ka tu bacchon jaisa
Dhyan rakha kar
Na tu rehna bekhabar
Na tu rehna bekhabar
Teri khud ki rakhi hai
Taiyyar kabar bande
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar
Khuda se, khuda se, khuda se
Aa, dil se de, dil se lad aa yeh
Samjhega meri tu baatein
To tujhe hai mera salam
Aaya mein yahan failane
Mohabbat ka paigam
Saaf tu rakhna apne kaam
Nashe ke kitne bure anjaam
Tu aake dekh kitne huye khatam
Maa ki aankhein abhi bhi namm
Social media pe elaan
Yeh Hindu yeh Musalman
Khokhla karne ko insaan
Band kamro mein
Bann rahe kyun plan
Band kamron mein
Chal rahe jaam
Yeh views ke bhukhe
Subah shaam
Hai khabron mein yeh mahan
Libaz mein shaitan
Samajh le bhai
Maut ki keemat
Hoti hai kya
Hai tujhe pata
Samajh le bhai
Khauf ki jillat
Hoti hai kya
Hai tujhe pata
Hai mujhe pata
Ja kisi se puchh
Le mera pata
Dilhi se door
Hai mera pata
Goli ke gunj se
Kabhi hoti thi meri subah
Mera gunaah mera gunaah
Auron ko maaf mujhe saza
Kare yahan sab bole to waah
Darenge jab dhalega chand
Hai yeh kudrat ka kamal
Karma dekhe hai nakaab
Yahi bharoge janab
Apne karmo ka tum hisaab
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar
Khuda se dar, khuda se dar
Khuda se dar
Duhayi de duhayi le
Haan dil se lad
Jo bhi hai tera hai
Mehnat kar
Sun meri baat
You know what I’m saying
Asim Riaz
Yeah
Jo bhi hai
Tera hai mehnat kar
Khuda se dar dar
0 Comments