Haa Jab Tak Hai Jaan Lyrics - Lata Mangeshkar - Sholay (1975)

 Description:


Song: Haa Jab Tak Hai Jaan
Movie: Sholay
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Anand Bakshi
Music: R.D. Burman
Music Label: Shemaroo

Lyrics:


Haa jab tak hai jaan

Jaan-e-jahan main nachungi


Haa jab tak hai jaan

Jaan-e-jahan main nachungi


Haa jab tak hai jaan

Jaan-e-jahan main nachungi

O haa jab tak hai jaan

Jaan-e-jahan main nachungi


Pyar kabhi bhi marta nahin

Maut se bhi yeh darrta nahin

Pyar kabhi bhi marta nahin

Maut se bhi yeh darrta nahin


Lutt jayenge mit jayenge

Mar jayenge hum

Zinda rahegi hamari daastan


O haa jab tak hai jaan

Jaan-e-jahan main nachungi

 

Toot jaaye payal to kya

Paon ho jaaye ghayal to kya

Toot jaaye payal to kya

Paon ho jaaye ghayal to kya


Dil diya hai dil liya hai

Pyar kiya hai to

Dena padega mohabbat ka imtehaan


O haa jab tak hai jaan

Jaan-e-jahan main nachungi

Main nachungi

Main nachungi

Main nachungi

Main nachungi


Yeh nazar jhuk sakti nahin

Yeh zubaan ruk sakti nahin

Yeh nazar jhuk sakti nahin

Yeh zubaan ruk sakti nahin


Main kahungi gham sahungi

Chup rahungi kya

Bebas hoon lekin nahin main bezubaan


O haa jab tak hai jaan

Jaan-e-jahan main nachungi


Haa jab tak hai jaan

Jaan-e-jahan main nachungi

Main nachungi

Main nachungi

Main nachungi

Main nachungi

Post a Comment

0 Comments