Galtiyaan Lyrics - Neeti Mohan, Harshit Tomar (2022)

 Description:


Song: Galtiyaan
Singer: Neeti Mohan, Harshit Tomar
Lyrics: Ravish Khanna
Music: Muzik Amy
Music Label: White Hill Beats

Lyrics:


Rabb na kare ishq sataye

Kisi ko koi na dil se dukhaye

Kinara mila jo kinara nahi tha

Bas bahana tha sahara nahi tha


Jhoothe se waadon par kyun

Yakeen maine kar liya

Sunti rahi main tujhko

Khud ko ansuna kar diya

 

Galtiyaan

Jo ki hoti mil jaati maafiyaan

Par tu to bewafa tha sajjna

Tune ki hai chalakiyaan


Galtiyaan

Jo ki hoti mil jaati maafiyaan

Par tu to bewafa tha sajjna

Tune ki hai chalakiyaan


Laaj sharam ke toote hain dhaage

Teri nadani manmani ke aage

Iss tarah se rangi tere rang mein

Koi bhi rang ab mujhpe na laage

Koi bhi rang ab mujhpe na laage


Gunaah kuch aisa kiya

Pyar jo tujko kiya

Auron ko paane ke liye

Tune mujhko hi kho diya

 

Galtiyaan

Jo ki hoti mil jaati maafiyaan

Par tu to bewafa tha sajjna

Tune ki hai chalakiyaan


Meri khata naale mera kasoor ae

Kivein main dassan mera dil majboor ae

Mera naal pyar kar saza tu payi ae

Bhavein ghunegar keh par

Dil ch na chor ae


Bhavein maaf mainu na karin

Mainu aankhi na bechara

Satt tere dil te laggi

Ankh meri rove yaara


Main kamla kanjar paapi

Bhavein keh le jag saara

Ehte sirf judiyan jitti

Haan haaran main haaran


Meri tabahi tainu dissdi nahi

Ishq dawayi kithe vikdi nahi

Hath lagi mera badnamiya


Galtiyaan

Jo ki hoti mil jaati maafiyaan

Par tu to bewafa tha sajjna

Tune ki hai chalakiyaan


Galtiyaan

Jo ki hoti mil jaati maafiyaan

Par tu to bewafa tha sajjna

Tune ki hai chalakiyaan

Post a Comment

0 Comments