Description:
Tere bin jeene ka mann to nahi hai
Hamare paas dooja raasta nahi
Shikayat hai magar karte nahi hum
Dukhate dil kisi ka khamakha nahi
Pata hai jab nahi mujrim main tera
Tujhe bhi ilam hai ke tu khuda nahi
Bhari mehfil mein hum hai muskuraye
Bhari mehfil mein hum hai muskuraye
Wahan roye jahan koi dekhta nahi
Bhari mehfil mein muskuraye
Wahan roye jahan koi dekhta nahi
Meri baahon se nikle to
Naya humdum bana bethe
Mere dil ko tabaah karke kisi ka
Ghar saja bethe
Badi qatil adaayein yaar ki hai
Bataya jaan lekar khudkhusi hai
Mukaddar qatal ki hai jab sajayein
Dilon ke qatilon ko kyun saza nahi
Bhari mehfil mein hum hai muskuraye
Bhari mehfil mein hum hai muskuraye
Wahan roye jahan koi dekhta nahi
Bhari mehfil mein muskuraye
Wahan roye jahan koi dekhta nahi
Jab jab aayine se nazarein milaoge to
Khud mein dikhega tumhe ik bewafa
Mera anjaam hai teri shuruat hai
Main to ho chuka hoon tujhe hona barbad hai
Chalo hum maaf kar dete hain tumko
Milega baddua mein woh maza nahi
Bhari mehfil mein hum hai muskuraye
Bhari mehfil mein hum hai muskuraye
Wahan roye jahan koi dekhta nahi
Bhari mehfil mein muskuraye
Wahan roye jahan koi dekhta nahi
0 Comments