Description:
Music Label: Saregama
Lyrics:
Aana hai to aa raah mein
Kuch pher nahi hai
Bhagwan ke ghar der hai
Andher nahi hai
Aana hai to aa raah mein
Kuch pher nahi hai
Bhagwan ke ghar der hai
Andher nahi hai
Aana hai to aa raah mein
Kuch pher nahi hai
Bhagwan ke ghar der hai
Andher nahi hai
Aana hai to aa
Jab tujhse na suljhe tere
Uljhe huye dhande
Jab tujhse na suljhe tere
Uljhe huye dhande
Bhagwan ke insaaf par
Sab chhod de bande
Khud hi teri muskil ko
Woh aasan karega
Khud hi teri muskil ko
Woh aasan karega
Jo tu nahi kar paya
Woh bhagwan karega
Jo tu nahi kar paya
Woh bhagwan karega
Bhagwan karega
Aana hai to aa raah mein
Kuch pher nahi hai
Bhagwan ke ghar der hai
Andher nahi hai
Aana hai to aa
Kehne ki zarurat nahi
Aana hi bahut hai
Kehne ki zarurat nahi
Aana hi bahut hai
Iss dar pe tera sheesh
Jhukana hi bahut hai
Jo kuch hai tere dil mein
Woh sab usko khabar hai
Jo kuch hai tere dil mein
Woh sab usko khabar hai
Bande tere har haal pe
Malik ki nazar hai
Bande tere har haal pe
Malik ki nazar hai
Malik ki nazar hai
Aana hai to aa raah mein
Kuch pher nahi hai
Bhagwan ke ghar der hai
Andher nahi hai
Aana hai to aa
Bin maange bhi milti hai
Yahan mann ki muradein
Bin maange bhi milti hai
Yahan mann ki muradein
Dil saaf ho jinka woh
Yahan aake saja de
Milta hai jahan nyay woh
Darbar yahin hai
Milta hai jahan nyay woh
Darbar yahin hai
Sansaar ki sab se badi
Sarakar yahi hai
Sansaar ki sab se badi
Sarakar yahi hai
Sarakar yahi hai
Aana hai to aa raah mein
Kuch pher nahi hai
Bhagwan ke ghar der hai
Andher nahi hai
Aana hai to aa
0 Comments