Madhosh Hawa Matwali Lyrics - Mohammed Rafi - Prince (1969)

 Description:


Song: Madhosh Hawa Matwali
Movie: Prince
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Farooq Qaiser
Music: Shankar-Jaikishan
Music Label: Saregama India Ltd

Lyrics:


Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai

Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai


Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai

Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai


Raahi hoon naya anjaan dagar

Pyaara hai bada jeevan ka safar

Raahi hoon naya anjaan dagar

Pyaara hai bada jeevan ka safar


Nikla hoon main apni masti mein

Maloom nahi manzil hai kidhar


Yeh badhte hue bechain kadam

Payenge thikana lagta hai

Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai


Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai


Hothon pe hassi ankhon mein nami

Kis baat ki hai duniya mein kami

Hothon pe hassi aakhon mein nami

Kis baat ki hai duniya mein kami


Jeena bhi wahin marna bhi wahin

Takdeer sabhi ko ek mili


Main jiski kahani dil se sunu

Apna hi fasana lagta hai

Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai


Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai

Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai


Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai


Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai

Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai


Pal bhar ko na hum aaram kare

Do haath hazaron kaam kare

Pal bhar ko na hum aaram kare

Do haath hazaron kaam kare


Kismat ki shikayat kya karna

Bhagwan ko kyun badnam karein


Ek roz humare haathon se

Badlega zamana lagta hai

Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai


Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai


Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai ha ha

Jo aag tumhare dil mein lage

Uss aag mein mera dil bhi jale


Dhanwan ho ya nirdhan ho koi

Data ki nazar mein ek huye


Insaan se rishta insaan ka

Iss jag mein purana lagta hai

Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai


Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai

Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai


Nazrein hain haseen julfe hain kahin

Har baat javaan har baat haseen

Nazrein hain hasi julfe hain kahin

Har baat javaan har baat haseen


Mit’ta hai mera dil mit jaaye

To apni adayen rok nahi


Andaz-e-javaani kya kahiye

Thokar mein zamana lagta hai

Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai


Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai


Tum apni nazar ki bechani

Samjoge nahi kamsin ho abhi

Tum apni nazar ki bechani

Samjoge nahi kamsin ho abhi


Aata hai maza ab jeene mein

Bad jaaye humare dil ki lagi


Dekha jo tumhe to yaad aaya

Yeh dard purana lagta hai

Kar le na kisi se pyar kahin

Dil apna deewana lagta hai


Madhosh hawa matwali fiza

Sansaar suhana lagta hai

Post a Comment

0 Comments