Kya Se Kya Ho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi - Guide (1965)

 Description:


Song: Kya Se Kya Ho Gaya
Movie: Guide
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Shailendra
Music: S.D Burman
Music Label: Saregama India Ltd

Lyrics:


Kya se kya ho gaya

Bewafa tere pyar mein

Chaha kya kya mila

Bewafa tere pyar mein


Chalo suhana bharam to tuta

Jana ke husn kya hai

Ho chalo suhana bharam to tuta

Jana ke husn kya hai


Kehti hai jisko pyar duniya

Kya cheej kya bala hai


Dil ne kya na saha

Bewafa tere pyar mein

Chaha kya kya mila

Bewafa tere pyar mein


Tere mere dil ke beech ab to

Sadiyon ke faasale hain

Haan tere mere dil ke beech ab to

Sadiyon ke faasale hain


Yakeen hoga kise ke hum tum

Ik raah sang chale hain


Hona hai aur kya

Bewafa tere pyar mein

Kya se kya ho gaya

Bewafa tere pyar mein

Post a Comment

0 Comments