Kahin Na Kahin Dil Lagana Padega Lyrics - Mohammed Rafi - Kashmir Ki Kali (1961)

 Description:


Song: Kahin Na Kahin Dil Lagana Padega
Movie: Kashmir Ki Kali
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: S.H. Bihari
Music: O.P. Nayyar
Music Label: Saregama Music

Lyrics:


Kisi na kisi se kabhi na kabhi

Kahin na kahin dil lagana padega

Kisi na kisi se kabhi na kabhi

Kahin na kahin dil lagana padega


Ek se ek haseen chehrein hain

Kis kisko main dekhun

Kisko inme apna samjhun

Sang main apne le lun


Koi rangili chhail chhabili

Koi rangili rasili chhail chhabili

Aaj meri zindagi mein aake rahegi


Kisi na kisi se kabhi na kabhi

Kahin na kahin dil lagana padega

O kisi na kisi se kabhi na kabhi

Kahin na kahin dil lagana padega


Dhund raha hoon mein woh duniya

Pyar jisse kehte hain

Dhund rahan hoon mein woh duniya

Pyar jisse kehte hain


Kaun woh kismat wale hain

Jo log wahan rehte hain


Khud ko mere dil

Leke wahin chal

Khud ko mere dil

Mere dil leke wahin chal

Aaye jahan haath

Koi reshmi aanchal


Kisi na kisi se kabhi na kabhi

Kahin na kahin dil lagana padega

Kisi na kisi se kabhi na kabhi

Kahin na kahin dil lagana padega


Aisi nazuk ho woh jiska

Shabnam muh dhoti ho

Chand bhi sadke hota ho

Jab raat ko woh soti ho


Aankh sharabi gaal gulabi

Aankh sharabi sharabi gaal gulabi

Pyar se sawaar de jo zindagi meri


Kisi na kisi se kabhi na kabhi

Kahin na kahin dil lagana padega

Haye kisi na kisi se kabhi na kabhi

Kahin na kahin dil lagana padega

Post a Comment

0 Comments