Aji Rooth Kar Ab Kahan Jaiyega Lyrics - Lata Mangeshkar - Arzoo (1965)

 Description:


Song: Aji Rooth Kar Ab Kahan Jaiyega
Movie: Arzoo
Singer: Lata Mangeshkar
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Music: Shankar-Jaikishan
Music Label: Saregama India Ltd

Lyrics:


Aji rooth kar ab kahan jaiyega

Jahan jaiyega hume paiyega

Aji rooth kar ab kahan jaiyega

Jahan jaiyega hume paiyega

Aji rooth kar ab


Nigahon se chhupkar dikhao to jaane

Khyalon mein bhi tum na aao to jaane

Aji lakh pardon mein chhup jaiyega

Aji lakh pardon mein chhup jaiyega


Nazar aiyega nazar aiyega


Aji rooth kar ab kahan jaiyega

Jahan jaiyega hume paiyega

Aji rooth kar ab


Jo dil mein hai hothon pe lana bhi mushkil

Magar usko dil mein chhupana bhi mushkil

Nazar ki zuban se samjh jaiyega

Nazar ki zuban se samjh jaiyega


Samjh kar zara gaur farmaiyega


Aji rooth kar ab kahan jaiyega

Jahan jaiyega hume paiyega

Aji rooth kar ab kahan jaiyega

Jahan jaiyega hume paiyega

Aji rooth kar ab


Yeh kaisa nasha hai yeh kaisa asar hai

Na kaabu mein dil hai na bus mein nazar hai

Zara hosh aale chale jaiyega

Zara hosh aale chale jaiyega


Thehar jaiyega thehar jaiyega


Aji rooth kar ab kahan jaiyega

Jahan jaiyega hume paiyega

Aji rooth kar ab kahan jaiyega

Jahan jaiyega hume paiyega

Aji rooth kar ab

Post a Comment

0 Comments