Yaaro Ka Yeh Safar Lyrics - Happy Shrivastava, Jitu Narayan, Aman Jain, Gaurav Paliwal - 1990 The Horrible Tour (2022)

 Description:


Song: Yaaro Ka Yeh Safar
Movie: 1990 The Horrible Tour
Singer: Happy Shrivastava, Jitu Narayan, Aman Jain, Gaurav Paliwal
Lyrics: Gagan Verma
Music: Saurabh Kumawat
Music Label: MS Records Originals

Lyrics:


Yaaro ka yeh safar

Nikla hai soch kar

Jana hai door tak

Chalna hai iss kadar


Badi door se aaye hain

Yaaro ko bhi sang laaye hain

Badi door se aaye hain

Yaaro ko bhi sang laaye hain


Yaaro ka yeh safar

Nikla hai soch kar

Jana hai door tak

Chalna hai iss kadar


Yaar hi hai jaan meri

Yaar khuda ho gaya

Dard-e-dil mujhko pata chala jab

Yaar juda ho gaya


Yaar hi hai jaan meri

Yaar khuda ho gaya

Dard-e-dil mujhko pata chala jab

Yaar juda ho gaya


Mera armaan hai tu

Yaaro ki shaan hai tu

Tujhpe sab kurban mera

Haan meri jaan hai tu


Yaaro ka yeh safar

Nikla hai soch kar

Jana hai door tak

Chalna hai iss kadar


Yaari yeh zinda rahegi

Kuch aisa kar jayenge

Yaaro ke sang jiye hain ab tak

Yaaro ke sang mar jayenge


Yaari yeh zinda rahegi

Kuch aisa kar jayenge

Yaaro ke sang jiye hain ab tak

Yaaro ke sang mar jayenge


Marne ki baate na kar

Yaari mein bandagi hai

Yaaro sang khushiyan saari

Yaar hi zindagi hai


Yaaro ka yeh safar

Nikla hai soch kar

Jana hai door tak

Chalna hai iss kadar


Yaaro ka yeh safar

Nikla hai soch kar

Jana hai door tak

Chalna hai iss kadar


Badi door se aaye hain

Yaaro ko bhi sang laaye hain

Badi door se aaye hain

Yaaro ko bhi sang laaye hain


Yaaro ka yeh safar

Nikla hai soch kar

Jana hai door tak

Chalna hai iss kadar

Post a Comment

0 Comments