The Big Bull - Dialogue (2021)

  • Is desh mein hum kuch bhi kar sakte hai ... nakli promoters use kar sakte hai ... police ko rishwat de sakte hai ... media ko dhamka sakte hai, logon ko khareed sakte hai, kuch bhi kar sakte hai ... bas ek rule hai ... pakde nahi ja sakte
  • Is duniya mein na zyada tar log apni kismat likhwa kar laate hai ... lekin kuch log kismat khud likhte hai
  • Kahani kirdaar se nahi ... halaat se pehda hoti hai
  • Zindagi mein do cheez zaroori maani jaati hai ... pani aur sona ... pani ke bagair aadmi jee nahi sakta ... sona na khane ka kaam aata hai, na peene ka, na nahane ka, na dhone ka ... lekin phir bhi bhaav sone ka hai, pani ka nahi
  • India ka pehla billionaire main banunga, main ... na woh ... na koi aur
  • Jab aadmi upar, upar, aur upar jaata hai na ... utna hi neeche, neeche, neeche girta hai 

Post a Comment

0 Comments