Nirvana Lyrics - Harshal Vyas - Looop Lapeta (2022)

 Description:


Song: Nirvana
Movie: Looop Lapeta
Singer: Harshal Vyas
Lyrics: Sidhant Mago
Music: Sidhant Mago, Mayank Mehra
Music Label: Zee Music Company

Lyrics: 


Jo bhi humko mila hai

Woh uski shradha hai

Shradha hai kirpa hai


Ab nirvana mile na mile

Uski kirpa hai

Mujhko khana mile na mile

Uski shradha hai


Jo bhi hona hai woh sab

Forehead pe likha hai


Ab nirvana mile na mile

Uski kirpa hai

Tujhko nirvana mile na mile

Uski kirpa hai

 

Led Zeppelin ko chhod

Jalota main sunta hoon

DJ wale floor pe bhi

Mala hi main ginta hoon


Sone ki jagah ab

Gangajal peeta hoon

Nightout chhod ke main

Chokiyon mein phirta hoon


Swarg jaana na jaana sab

Uski kirpa hai

Goli khana na khana sab

Uski shradha hai


Jo bhi hona hai woh sab

Forehead pe likha hai

Ab nirvana mile na mile

Uski kirpa hai


Mujhko khana mile na mile

Uski shradha hai

Ab nirvana mile na mile

Uski kirpa hai


Post a Comment

0 Comments