Chashma Pyaar Ka Lyrics - Samar, Simar Kaur (2021)

  Description:


Song: Chashma Pyaar Ka
Singer: Samar, Simar Kaur
Lyrics: Samar
Music: Grammy
Music Label: Benchmark Entertainment

Lyrics:


Deviyon aur sajjano

To aaj aap sab ko lagaatein hain

Chashma pyaar ka


Saiyaan ji ne mujhe bithaya back seat pe

Kamar pe teri haath lagaya back seat pe

Saiyaan ji ne mujhe bithaya back seat pe

Kamar pe teri haath lagaya back seat pe


Phir dhire se, haule haule se

Chadhaya usne shisha car ka, sheesha car ka


Tere saiyaan ne lagaya tujhko

Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka


Mere saiyaan ji ne lagaya mujhko

Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka


Oh Grammy


Meri taraf kyun jhankein

Aankhon mein daalke aankhein


Teri taraf main jhankun

Aankhon mein daalke aankhein

Jadon vi main baby tainu touch karda ni

Tere haath pair kyun kaanpein


Mere chhune se laga kyun tujhko

Jhatka taar ka, jhatka taar ka


Mere saiyaan ji ne lagaya mujhko

Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka


Age teen thi meri

Tune baat suni na meri


Age teen thi teri

Maine baat suni na teri

Aaja bharlu baahon mein

Ab kyun karni deri


Waise meetha to laga hai tujhko

Pyaar tere yaar ka, pehli baar ka


Mere saiyaan ji ne lagaya mujhko

Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Chashma pyaar ka, chashma pyaar ka

Post a Comment

0 Comments