Blacksheep Lyrics - Raftaar (2022)

 Description:


Song: Blacksheep
Singer: Raftaar
Lyrics: Raftaar
Music: Boger
Music Label: Kalamkaar

Lyrics: 


This is the story of a blacksheep

Black dot black fiend black heart black schemes

Yeh hai kahani ek chhal ki

Meri aaj ki kahani tere kal ki, galti ki


This is the story of a blacksheep

Black dot black fiend black heart black schemes

Yeh hai kahani ek chhal ki

Meri aaj ki kahani tere kal ki, galti ki

 

Hai na

Na aaya mujhe parakh lena

Aankhe mere fadki na

Yehi to mera sabak hai na


Maa khane mein namak hai na

Phir yeh kaise bhatakte haan

Roti teri satak ke yeh paani kaise gatakte haan


Kabhi kabhi I start loosing my senses

Inke jitne wajan ke main bees maaru benchpress

Screws loose dedo wrenches, pen ghiss

Likh ke main mita deta kaali yaari ke stenches


Yeh blame game hai ya laen daen

Hai mera sab kuch same same aur farziyon ka gain gain

Mushkil se rakhun apna sane brain, main frame

Baadal jaise fatu barse views I make fame rain


Drizzle drizzle tabhi yeh gaye fisal fisal

Sona chahe deke peetal pachti nayi hai little little

Gaadi chalti na chalaai jaati hai

Inko khudki nahi milti hai pilayi jaati hai, mufti


Maana maar tha phir bhi kabhi na haarta

Main Nidus this is Sparta kuch bhi nahi udhar ka

Akele hi main chaar sa kandho pe thoda bhaar sa

Na pyar lu udhar ka apno ke liye guard sa


Laad saab

Pala jaise main laad saab

Karunga na maar kaat

Jab tak mera art saath, sach


Marathon dhaago se bandha paragon

Lambi race bhaga main dekha na kabhi pehla kaun

Dil ka maila kaun jhela main to phir kehla kaun

Chaal chalega pehla pawn I win you never spawn


Hate list pe main 8 bit se

Tera flop flow main na lit hua ek hit se

A listers ki playlist pe, boriyat

Night shift se life shift

Do breakfast mera snake pit mein


Mera dil na maane hate likhde

Yeh baithe kare click jab koi click pe peeche bait likhe


This is the story of a blacksheep

Black dot black fiend black heart black schemes

Yeh hai kahani ek chhal ki

Meri aaj ki kahani tere kal ki, galti ki


This is the story of a blacksheep

Black dot black fiend black heart black schemes

Yeh hai kahani ek chhal ki

Meri aaj ki kahani tere kal ki, galti ki

 

Achilles heel nahi hai Hercules feel

Real band fake nikle khatam hui reel, sach

Sabse pehle gaadi jaati sabse seedhi keel

Pehle kagaz ki sharam thi aur ab khatam hui deal, over


Do samadhan mere sabse hi kalesh kyun

Inko dikkat ho to sabse pehle main hi pesh kyun

Chalna jinke saath unke saath inki race kyun

Bahar saanp milke aap badle inke bhes kyun


Subliminal

Sab lame n null

Sab limit se zyada na hota handle chal

Inke sach mein sach nahi yeh scandal

Meri anti baatein suni

Launde ban gaye fan girl, oh my god


Cheer leaders wierd leaders real geedad

Beef hua ban so don’t beef with a veel breeder

Breezer peeke bhi you feel ether

Survival of the realest main bacha na kabhi real cheater


Diss track bro that shit wack bro

I get that bro you miss that show

Do mein toote jaise Kitkat bro

You never made me money and I’m still ready to split that dough


Tic tac toe I see you bro

Inko phirse video mein crowd wala shot wot do

Kya tum asliyat mein thaught wot ho

Tabhi ab main nahi milta tum bilkul bhi na hot wot ho


Mere saath to yeh bagal mein the, bagal mein the

Halwe badle khud ya kisi dalle se akal leke

Plan bhi laye to nakal leke

Mujhe seekhna padega ki shakal se kaise nasal dekhe


Extra extra saare lelo paper

Jale jaise dikhe paise ladd mare neighbour

Maine khud dekha dil pehle dil dekar

Jab ghusa jungle mein bahar aaya main fur lekar


Yeh diss track nahi sirf dissapointment

Bina jale sabke aage male nakli diss ointment

Ass kissing taki inko mile diss points 10

Vicitm card shit ki hi wajah se hue destroy men


Pen se Royce but five eight point five

You baited me to hate you against you I will not lie

I’m a phoenix and I will not die

My legacy will keep me alive

Kalamkaar


This is the story of a blacksheep

Black dot black fiend black heart black schemes

Yeh hai kahani ek chhal ki

Meri aaj ki kahani tere kal ki, galti ki

Trrrr raata

Post a Comment

0 Comments