Bepanah Lyrics - Bharati Sangle (2021)

 Description:


Song: Bepanah
Singer: Bharati Sangle
Lyrics: Sandeep Singh
Music: Bharati Sangle
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Chaha tune hai tera shukriya

Pyar sa dil mein hai tune bhar diya

Chaha tune hai tera shukriya

Pyar sa dil mein hai tune bhar diya


Thi adhoori main tere bina

Zariya jeene ka tu bana

Teri zaroorat hai saathiya bepanah


Thi adhoori main tere bina

Zariya jeene ka tu bana

Teri zaroorat hai saathiya bepanah


Tu talab hai tu ilaaj hai

Pyar behisaab hai

Oh tune apna yeh karam hai kiya


Ab tu bata tujhe doon main kya

Rooh pe meri haq hai tera


Dil mein tha jo bayaan hai kar diya

Tune mukammal mujhko kar diya


Thi adhoori main tere bina

Zariya jeene ka tu bana

Teri zaroorat hai saathiya bepanah


Thi adhoori main tere bina

Zariya jeene ka tu bana

Teri zaroorat hai saathiya bepanah


Mere lafzon mein tere hi

Dil se nikali baat hai

Oh tu mila to raahein aasan hui


Tu hi aadatein tu hi raahatein

Aur tujhse kahun ab main kya


Chaha tune hai tera shukriya

Pyar se har ek lamha bhar diya


Thi adhoori main tere bina

Zariya jeene ka tu bana

Teri zaroorat hai saathiya bepanah


Thi adhoori main tere bina

Zariya jeene ka tu bana

Teri zaroorat hai saathiya bepanah

Post a Comment

0 Comments