Ab Talak Lyrics - Yasser Desai (2022)

 Description:


Song: Ab Talak
Singer: Yasser Desai
Lyrics: Vikas Dubey
Music: Jitendra Vishwakarma
Music Label: Eros Now Music

Lyrics: 


Ab talak ussi mod pe

Khada hoon main

Jis mod se tu

Kabhi mud gaya


Ab talak ussi mod pe

Khada hoon main

Jis mod se tu

Kabhi mud gaya

 

Dhup aayi chhaw aayi

Baarishein bhi laut aayi

Dhup aayi chhaw aayi

Baarishein bhi laut aayi


Tu na jaane kaha ruk gaya


Ab talak ussi mod pe

Khada hoon main

Jis mod se tu

Kabhi mud gaya


Aitbaar pe tere hi

Hai tiki zindagi

Intezar mein tere hi

Baithi hai meri har khushi


Yaad hoon ya bhul gaye

Saath hoon ya chhod gaye

Mausam ki tarha iraadhe tumhare

Mausam ki tarha har waade tumhare


Kahi pe badal to gaye na


Ab talak ussi mod pe

Khada hoon main

Jis mod se tu

Kabhi mud gaya


Ab talak ussi mod pe

Khada hoon main

Jis mod se tu

Kabhi mud gaya

Post a Comment

0 Comments