Ratti Ratti Lyrics - Abhay Jodhpurkar, Shreya Ghoshal - Meenakshi Sundareshwar (2021)

  Description:


Song: Ratti Ratti
Movie: Meenakshi Sundareshwar
Singer: Abhay Jodhpurkar, Shreya Ghoshal
Lyrics: Raj Shekhar
Music: Justin Prabhakaran
Music Label: Netflix India

Lyrics:


Jaana agar hai to ja

Mujhe kuch nahi kehna

Jaana agar hai to ja

Mujhe kuch nahi kehna


Na yakeen ho raha

Na yakeen ho raha

Sang hum dono ka tha

Bas itna hi kya


Kya hi kahein kya hi ladein

Jab pyar hi na raha


Ratti ratti reza reza

Jo hai tera le jaana

Yaadein baatein din aur raatein

Sab le ja tu


Ratti ratti reza reza

Jo hai tera le jaana

Yaadein baatein din aur raatein

Sab le ja tu


Jaana agar hai to ja

Mujhe kuch nahi kehna

Jaana agar hai to ja

Mujhe kuch nahi kehna


Kya karein ki jaldi jaldi

Tujhe bhool jayein ab

Saath waali saari shamein

Yaad phir na aaye ab


Kya karein ki jaldi jaldi

Tujhe bhool jayein ab

Saath waali saari shamein

Yaad phir na aaye ab


Choti choti yaadon mein hum

Atke rahein kyun

Peeche jaati sadkon pe

Bhatke rahein kyun


Jo dhaga dhaga udhda hai

Kya hi hai wajah

Jo resha resha pakda hai

Karde na riha


Ratti ratti reza reza

Jo hai tera le jaana

Yaadein baatein din aur raatein

Sab le ja tu


Ratti ratti reza reza

Jo hai tera le jaana

Yaadein baatein din aur raatein

Sab le ja tu


Jaana agar hai to ja

Mujhe kuch nahi kehna

Jaana agar hai to ja

Mujhe kuch nahi kehna

Post a Comment

0 Comments