Description:
Lyrics:
Na na karate
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Karna tha inkaar
Magar iqaraar
Tumhi se kar baithe
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Dekho ji bhari hain
Hazaaro tumne aahein
Tab kahin humne
Achaa
Tab kahin humne
Milaai hai nigahein
Tum se bhi haseen hain
Tumhara yeh bahana
Tumne hi to humko
Sikhaya dil lagana
Sikha hai dildaar
Tumhi se pyar
Tumhi se kar bethe
Na na karate
Aaha na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Karna tha inkaar
Magar iqaraar
Tumhi se kar baithe
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Humko hai pata jo
Tumhari dastaan thi
Honthon pe to na thi
Ja jhuthe
Honthon pe to na thi
Magar dil mein haan thi
Koi dil na dega
Anaadi anjaan ko
Humane de diya hai
To maano ehsaan ko
Hum bhulein ik baar
Ki aankhein chaar
Tumhi se kar baithe
Na na karate
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Karna tha inkaar
Magar iqaraar
Tumhi se kar baithe
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Chhodo rehne bhi do
Yeh jhuthe afsaane
Aisa kya hai tumme
Ja jhuthi
Aisa kya hai tumme
Ke hum ho deewane
Phir bhi tumne khwabon mein
Aana nahi chhoda
Teer nazron ke
Chalana nahi chhoda
Yeh shikwa sarkaar
Hazaron baar
Tumhin se kar baithe
Na na karate
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Karna tha inkaar
Magar iqaraar
Tumhi se kar baithe
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
Na na karate pyar
Tumhi se kar baithe
0 Comments