Mohabbat Hai Tumse Lyrics - Aakanksha Sharma, Kunal Sachdeva (2021)

Description:


Song: Mohabbat Hai Tumse
Singer: Aakanksha Sharma, Kunal Sachdeva
Lyrics: Randheer Singh
Music: Rajesh Atibal Sharma
Music Label: Zee Music Company

Lyrics: 


Yeh khidki ka parda zara sa hata kar

Yeh khidki ka parda zara sa hata kar

Tumhe dekhti hoon

Main nazarein chura karr


Yeh khidki ka parda zara sa hata kar

Tumhe dekhta hoon

Main nazarein chura kar


Yeh sabko pata hai mohabbat hai tumse

Magar kehna paun zamane ke darr se

Yeh sabko pata hai mohabbat hai tumse

Magar kehna paun zamane ke darr se


Yeh khidki ka parda zara sa hata kar

Tumhe dekhti hoon

Main nazarein chura kar


Mere dhadkano mein tum hi base ho

Tumhare siwa kuch nahi yaad mujhko


Meri dhadkano mein tum hi base ho

Tumhare siwa kuch nahi yaad mujhko

Main bechain hoon dil tumse laga kar

Tumhe dekh leti hoon nazarein chura kar


Yeh khidki ka parda zara sa hata kar

Tumhe dekhti hoon

Main nazarein chura kar


Yeh lehrati zulfein

Machalti hai aise

Kayamat si dhati ho dil pe jaise


Ho yeh lehrati zulfein

Machalti hai aise

Kayamat si dhati ho dil pe jaise


Nikalti ho jab tum palkein jhuka kar

Tumhe dekh leta hoon nazarein chura kar

Yeh sabko pata hai mohabbat hai tumse

Magar kehna paun zamane ke darr se


Yeh khidki ka parda zara sa hata kar

Tumhe dekhti hoon

Main nazarein chura kar

Post a Comment

0 Comments