Kabhi Khud Pe Kabhi Lyrics - Mohammed Rafi - Hum Dono (1961)

  Description:


Song: Kabhi Khud Pe Kabhi
Movie: Hum Dono
Singer: Mohammed Rafi
Lyrics: Sahir Ludhianvi
Music: Jaidev
Music Label: Saregama Music

Lyrics:


Kabhi khud pe

Kabhi khud pe 

Kabhi haalat pe rona aaya

Kabhi khud pe

Kabhi khud pe 

Kabhi haalat pe rona aaya

Baat nikali to har ik

Baat pe rona aaya

Baat nikali to har ik

Baat pe rona

Hum to samajhe the ke

Hum bhul gaye hain unko

Hum to samajhe the

Hum to samajhe the ke

Hum bhul gaye hain unko

Kya hua aaj yeh kis

Baat pe rona aaya

Kya hua aaj yeh kis

Baat pe rona aaya

Kabhi khud pe kabhi

Haalat pe rona

Kis liye jeete hain hum

Kis liye jeete hain hum

Kiske liye jeete hain

Baraha aise sawalat

Pe rona aaya

Baaraha aise sawalat

Pe rona aaya

Kabhi khud pe

Kaun rota hai kisi

Aur ki kaatir ae dost

Kaun rota hai kisi

Aur ki kaatir ae dost

Sab ko apni hi kisi

Baat pe rona aaya

Sab ko apni hi kisi

Baat pe rona aaya

Kabhi khud pe

Kabhi khud pe kabhi

Haalat pe rona aaya

Baat nikli to har ik

Baat pe rona aaya

Kabhi khud pe

Post a Comment

0 Comments