Intezaar (The Wait) Lyrics - Ustad Rashid Khan, Pratibha Singh Baghel (2021)

 Description:


Song: Intezaar (The Wait)
Singer: Ustad Rashid Khan, Pratibha Singh Baghel
Lyrics: Ashish Pandit
Music: Purbayan Chatterjee
Music Label: Sufiscore

Lyrics:


Mujhe chhod ke na jaao saawariya

Zamana kharab hai

Mujhe chhod ke na jaao saawariya

Zamana kharab hai


Mohri kamsin hai baali umariya

Mohri kamsin hai baali umariya

Zamana kharab hai


Mujhe chhod ke na jaao saawariya

Zamana kharab hai


O dard mera sajani

O dard mera sajani

Jalta rahoon tere bina


Dil ki kasak

Na kar bewafaiyan

Na kar bewafaiyan


Karta raha main tera intezaar

Karti rahi main tera intezaar

Bhool gaye mera pyar


Na kar bewafaiyan

Dil ki kasak

Na kar bewafaiyan

Dard mera


Ho dard mera

Sajani jalta rahoon

Tere bina tera intezaar


Post a Comment

0 Comments