Description:
Music Label: Tanzeel Khan
Lyrics:
Dil mein jo chupa
Tumko kya pata hai
Hona hai wahi
Jo rabb ne hai likha hai
Mere bewajaah
Hassne ki tu wajah hai
Saya banke rehna chahta hoon
Bas tera
Itna kyun hai humme faasla, faasla
Dukh se bhari hai yeh dastaan
Mana mera kuch bhi nahi tu
Phir bhi mere paas hi tu
Ab tu hi yeh bata de
Kya hai tujhse vaasta
Mera yeh dil lalchaye
Jab tu mere paas aaye
Khwabon ke yeh sheher mein
Tu hai mera falsafa
Mana mera kuch bhi nahi tu
Phir bhi mere paas hi tu
Ab tu hi yeh bata de
Kya hai tujhse vaasta
Mera yeh dil lalchaye
Jab tu mere paas aaye
Khwabon ke yeh sheher mein
Tu hai mera falsafa
Jaanu na kyun hai tera
Ab bhi mujhpe yeh asar, yeh asar
Chahat se aaj bhi mere
Hai kyun tu bekhabar
Ab tu yeh bata
Kya hai tera mera raabta, raabta
Hona na humse tu yun khafa
Mana mera kuch bhi nahi tu
Phir bhi mere paas hi tu
Ab tu hi yeh bada de
Kya hai tujhse vaasta
Mera yeh dil lalchaye
Jab tu mere paas aaye
Khwabon ke yeh sheher mein
Tu hai mera falsafa
Mana mera kuch bhi nahi tu
Phir bhi mere paas hi tu
Ab tu hi yeh bada de
Kya hai tujhse vaasta
Mera yeh dil lalchaye
Jab tu mere paas aaye
Khwabon ke yeh sheher mein
Tu hai mera falsafa
0 Comments