Din Sara Guzara Tore Angana Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi - Junglee (1961)

 Description:


Song: Din Sara Guzara Tore Angana
Movie: Junglee
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Music: Shankar-Jaikishan
Music Label: Saregama India Ltd

Lyrics:


Din sara guzara tore angana

Ab jaane de mujhe more sajana

Mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Ho mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Aasan hai jana mehfil se 

Ho kaise jaoge nikal kar dil se

Mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Hoye mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

O dilbar dil to kahe

Teri raaho ko rok loon main

O dilbar dil to kahe

Teri raaho ko rok loon main

Aayi birha ki raat ab

Batlade kya karun main

Aayi birha ki raat ab

Batlade kya karun main

Yaad aayengi yeh baatein tumhari

Tadpegi mohabbat humari

Mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Hoye mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Din sara gujara tore angana

Ab jaane de mujhe more sajana

Mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Ho mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Main dharti tu aasman

Meri hasti pe chha gaya tu

Main dharti tu aasman

Meri hasti pe chha gaya tu

Seene ke surkh baag mein

Dil banke aa gaya tu

Seene ke surkh baag mein

Dil banke aa gaya tu

Ab rehne de nigaahon mein masti 

Ho basa le mere khwabon ki basti

Mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Ho mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Aasan hai jana mehfil se 

Ho kaise jaoge nikal kar dil se

Mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Hoye mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Yeh chachal yeh haseen raat 

Haye kash aaj na aati 

Yeh chachal yeh haseen raat 

Haye kash aaj na aati 

Har din ke baad raat hai

Ik din to thehar jaati 

Har din ke baad raat hai

Ik din to thehar jaati 

Koi hum se bichhad ke na jaata 

Jeene ka maza aa jaata

Ho mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Hoye mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Din sara guzara tore angana

Ab jaane de mujhe more sajana

Mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Ho mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Hoye mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Mere yaar shabba khair

Post a Comment

0 Comments