Description:
Lyrics:
Barbaad huye, barbaad huye
Barbaad huye, barbaad huye
Ni ajj saari raat ni sona
Ni ajj saari raat ni sona
Ve ajj teri baat huyi
Ni maitho sahi jaaniya judaiyan
Haye rab kehdi karda khudaiyan
Ni ankhon barsaat huyi
Ho jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Ho jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Barbaad huyi, barbaad huyi
Barbaad huyi, barbaad huyi
Raftaar, yeah
Kisse teri baat chali kya pata
Jisse bhi baat chali laapata
Isse na usse ab matlab hai tujhse
aur tujhse bhi pucha to
tujhko bhi na pata, kya pata
Kab se chhupaye tune raaz tere
Aas, paas mein kaun jyada khaas tere
Ek awaaj pe aane waale kitne hai
Kitne jo tere liye saans lere
Matlab ki duniya mein
Gham mein bhi ghumnami
Kya ye bhi theek hai, theek hai
Lekha hai, jokha hai, kismat ka
Ya kismat se milti bheekh hai
Theek hai, theek hai
Yeh bhi to seekh hai
Dil thoda wеak hai
Buddhi sateek hai
Dil ke kareeb
Naseeb se aati hai khushiyan
Aur khushiyan ameero ki
Tabhi to sabse gareeb main
Sabsе naaraj main
Wajah hai dard ki door
Seene ka dard hai paas mein
Kabhi na kaha ke tera hi saara kasoor
Mujhko na aana tu yaad
Main rahun azaad to rahun abaad
Main par tere saath mein
Barbaad main
Jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Ho jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Barbaad huyi, barbaad huyi
Barbaad huyi, barbaad huyi
Dil tod mera deke mere haath chali
Utna kaafi na tha jitna bhi tu saath chali
Teri yaadon mein deewane ki hai raat chali
Kitne kisse tere kisse teri baat chali
Jediyan maadiya
Mere saath huyi
Lagda duniya barbaad hui
Barbaad huyi, barbaad huyi
Barbaad huyi, barbaad huyi
Barbaad huyi
0 Comments