Description:
Music Label: Tanzeel Khan
Lyrics:
Yeh dil bhara hai dard se
Gham iska mita do
Aafat aayi dil pe ab mere to
Kaise tujho bhula doon
Yeh dil bhara hai dard se
Gham iska mita do
Aafat aayi dil pe ab mere to
Kaise tujho bhula doon
Yaad kar woh lamhe jab jab
Sath tere hum the na tha
Zor koi humpe aur
Shikwe gille bhi kam the dekhe
Aasman hum chat se
Jisko dekh ke na thakte
Humne mana tumko tha khuda
Aur the kiye tere sajde
Baatein yeh meri
Ab kaun sunna chahyega
Teri tarah khayal kon rakh payega
Tu bhi soch itna
Kon seh payega
Ab ye chehra kisko
Dekh ke muskurayega
Raat yeh lambi lagne lagi hai
Neend nahi aati
Iss bebasi ki zindagi mein
Koi apna nahi
Raat yeh lambi lagne lagi hai
Neend nahi aati
Iss bebasi ki zindagi mein
Koi apna nahi
Meri aankhen ho gayi hai nam
Har waqt bewafai payi hai
Dhundhe tu kyun mere jism pe jakham
Maine chot mere dil pe khayi hai
Yaadon ka tere kuch alag asar
Aaj bhi mujhpe woh bhari hai
Rehta mere mann mein iss kadar
Jane yeh kaisi khumari hai
Yeh dil bhara hai dard se
Gham iska mita do
Aafat aayi dil pe ab mere to
Kaise tujho bhula doon
Yeh dil bhara hai dard se
Gham iska mita do
Aafat aayi dil pe ab mere to
Kaise tujho bhula doon
Ishara do koi
Main jaun ab kahan
Na sang tere ab
Hai ghar mera raha
Pukar rahi mujhe
Phir tu kabhi kahin
Hakikate na yeh
Par mera falsafa
0 Comments