Wafa Jo Na Ki Lyrics - Hemlata - Muqaddar Ka Sikandar (1978)

 Description:


Song: Wafa Jo Na Ki
Movie: Muqaddar Ka Sikandar
Singer: Hemlata
Lyrics: Anjaan
Music: Kalyanji-Anandji
Music Label: Saregama India Limited

Lyrics:


Manzoor nahi meri mohabbat to kya hua

Ae dost dushmani hi nibhane ke liye aa

Maana tere karam ke to kabil nahi rahe

Aa mere dil pe zulm hi dhaney ke liye aa


Wafa jo na ki to jaffa bhi na ki jiye

Wafa jo na ki to jaffa bhi na ki jiye

Sitam jaan-e-mann iss tarah bhi na ki jiye


Ke marne ki tamanna mein

Kahin jee na jaye

Ke marne ki tamanna mein 

Kahin jee na jaye

Wafa 


Nahin ishq humse nahin na sahi

Humein ishq tumse hai hum kya karein

Hai mar mar ke jeene ki aadat humein

Tumhari bala se jiye ya mare


Bhala 

Bhala na kiya to bura bhi na ki jiye

Sitam jaan-e-mann iss tarah bhi na ki jiye


Ke marne ki tamanna mein

Kahin jee na jaye

Ke marne ki tamanna mein

Kahin jee na jaye

Wafa


Wafa jo na ki to jaffa bhi na ki jiye

Sitam jaan-e-mann iss tarah bhi na ki jiye


Ke marne ki tamanna mein

Kahin jee na jaye

Ke marne ki tamanna mein

Kahin jee na jaye

Wafa


Post a Comment

0 Comments