Rote Hue Aate Hai Sab Lyrics - Kishore Kumar - Muqaddar Ka Sikandar (1978)

 Description:


Song: Rote Hue Aate Hai Sab
Movie: Muqaddar Ka Sikandar
Singer: Kishore Kumar
Lyrics: Anjaan
Music: Kalyanji-Anandji
Music Label: Saregama India Limited

Lyrics:


Rote huye aate hain sab

Rote huye aate hain sab

Hasta hua jo jayega


Woh muqaddar ka sikandar

Woh muqaddar ka sikandar

Jaan-e-mann keh layega


Rote huye aate hain sab

Rote huye aate hain sab

Hasta hua jo jayega


Woh sikandar kya tha

Jisne zulm se jeeta jahan

Woh sikandar kya tha

Jisne zulm se jeeta jahan


Pyar se jeete dilon ko

Woh zuka de aasman


Jo sitaaron par kahani

Pyar ki likh jayega


Woh muqaddar ka sikandar

Woh muqaddar ka sikandar

Jaan-e-mann keh layega


Rote huye aate hain sab

Hasta hua jo jayega


Zindagi to bewafa hai

Ek din thukrayegi

Zindagi to bewafa hai

Ek din thukrayegi


Maut mehboba hai

Apne saath lekar jayegi

Mar ke jeene ki adaa jo

Duniya ko sikhlayega


Woh muqaddar ka sikandar

Woh muqaddar ka sikandar

Jaan-e-mann keh layega


Rote huye aate hain sab

Hasta hua jo jayega


Humne maana yeh zamana 

Dard ki jaagir hai

Humne maana yeh zamana 

Dard ki jaagir hai


Har kadam pe aansuon ki 

Ik nayi janjir hai

Saaz-e-gham par jo khushi ke 

Geet gaata jayega


Woh muqaddar ka sikandar

Woh muqaddar ka sikandar

Jaan-e-mann keh layega


Rote huye aate hain sab

Hasta hua jo jayega


Woh muqaddar ka sikandar

Woh muqaddar ka sikandar

Jaan-e-mann keh layega

Jaan-e-mann keh layega

Jaan-e-mann keh layega


Post a Comment

0 Comments