Meri Ankhon Ki Nindiya Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi - Jhuk Gaya Aasman (1968)

 Description:


Song: Meri Ankhon Ki Nindiya
Movie: Jhuk Gaya Aasman
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Music: Shankar-Jaikishan
Music Label: Saregama India Ltd

Lyrics:


Meri aankhon ki nindiya chura le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Meri aankhon ki nindiya chura le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Baaton baaton mein dil ko udaa le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Baaton baaton mein dil ko udaa le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Apni aankhon se afsaane kehti rahi

Main to yaadon ke toofan mein behti rahi

Main to yaadon ke toofan mein behti rahi


Koyi maujon mein mujhko baha le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


O baaton baaton mein dil ko udaa le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Meri aankhon ki nindiya chura le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Aisa bandhan bandha hai kabhi na khule

Khatm hote nahi pyar ke silsile

Khatm hote nahi pyar ke silsile


Zindagi bhar ko apna bana le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Meri aankhon ki nindiya chura le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Haan baaton baaton mein dil ko udaa le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Woh khushi mil gayi

Main bayaan kya karun

Ladkhadati hai meri zubaan kya karun

Ladkhadati hai meri zubaan kya karun


Dil ke dole mein koi bithha le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


O baaton baaton mein dil ko udaa le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Meri aankhon ki nindiya chura le gaya

Tumhare siwa kaun

Tumhare siwa kaun


Post a Comment

0 Comments