Ishq Tumhara Lyrics - Altaaf Sayyed (2021)

 Description:


Song: Ishq Tumhara
Singer: Altaaf Sayyed
Lyrics: Anand
Music: Altaaf Sayyed
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Jo teri nazaron ko sukoon de

Main woh nazara ban jaun


Jo teri nazaron ko sukoon de

Main wo nazara ban jaaun

Hothon pe tere laye khushi jo

Main woh ishara ban jaun


Dekho jo khud ko tum aaine mein

Aksar tumhara ban jaun


Tum ban jaao pyar mera

Main ishq tumhara ban jaun

Tum ban jaao pyar mera

Main ishq tumhara ban jaun


Yun to hain lakho chehre haseen

Par ishq sabhi se hota nahi

Par ek dafa jo dil ho fida to

Phir chain se yeh sota nahi


Mere liye tum waqt bane

Main tera guzara ban jaun


Tum ban jaao pyar mera

Main ishq tumhara ban jaun

Tum ban jaao pyar mera

Main ishq tumhara ban jaun


Hain safar mein kasti yeh dil ki

Koi isse ab roke nahi

Manmaujiyan hain fitrat mein iski

Koi isse ab toke nahi


Behti hui si tu hai nadi

Main tera kinara ban jaaun


Tum ban jaao pyar mera

Main ishq tumhara ban jaun

Tum ban jaao pyar mera

Main ishq tumhara ban jaun

Post a Comment

0 Comments