Hone Laga Lyrics - Jubin Nautiyal - Antim - The Final Truth (2021)

 Description:


Song: Hone Laga
Movie: Antim - The Final Truth
Singer: Jubin Nautiyal
Lyrics: Shabbir Ahmed
Music: Ravi Basrur
Music Label: Zee Music Company

Lyrics:


Tere siwa pana hai kya

Mujhe aur khona hai kya

Tu na ho to ab jeena

Mera kaise hoga yahan

Aisa ho to ab jaane jana

Main to jaun kahan

Main tera hone laga har kadam

Tere ishq ka hua karam

Haan hone laga

Kho khone laga

Pyar hone laga

Haan pyar hone laga

Main tera hone laga

Tu meri hone lagi

Pyar hone laga

Haan pyar hone laga

Sindoori lagta sama

Taare bikhre haseen

Baahon se lagja tu abhi

Kho jayein hum kahin

Main honth hoon tu hai geet

Main saaz hoon tu sangeet

Main honth hoon tu hai geet

Main saaz hoon tu sangeet

Main tera hone laga har kadam

Tere ishq ka hua karam

Haan hone laga

Kho khone laga

Pyar hone laga

Haan pyar hone laga

Main tera hone laga

Tu meri hone lagi

Pyar hone laga

Haan pyar hone laga

Post a Comment

0 Comments